Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Karbala Ki Maain

Waheed Rizvi · 2020

Maain Karbala Ki Maain...(RH)Besar Beton Per Sehra Mein, Kitney Aansu Barsayen Maain Karbala Ki Maain...(1)Haye Kiya Zulm Huwa, Bekafan Laashon Say, Beridaon Nay KahaHum Bechadar Hain BekafnonKaisey Tumko DafnayenMaain Karbala Ki Maain...x2(2)Aag Khaimon May Lagi, To Ye Zainab Nay Kaha, Humko Sajjadd Bata.Baher Niklein Ya Khaimon MeinHum Jall Ker Hi Marr Jaayen.Maain Karbala Ki Maain...(3)Sochti Theen Wo Yehi, Takht Per Baitha Shaqi, Naam Lay Lay Na KaheenApne Baalon Say Chehray PerPerda Kerke GhabraayenMaain Karbala Ki Maain4.Shimr Badkaar Ne Ye, Ibne Nofal Say Kaha, Laa uthha Ker Naiza.Fizza hon ya Woh Zainab honPal Bhar Na Sone Payen.Maain Karbala Ki Maain...5.Ye Musibat Hai Badi, Shaam Aur Kufa Mein, Aaley Payghambar PerJinko Rassi Say Bandha hoBaaghi Bhi Woh KehlayenMaain Karbala Ki6.Jab Rihayi Ki Khabar, Haye Zindan May Mili, Ek Kohram HuwaChoti Bibi Ki Turbat KoSab Gir Gir Ker LiptayenMaain Karbala Ki Maain..7.Qafila Ujda Hua, Jab Madine Ko Chala, Aur Ek Ghum Tha nayaYasir sab Ne Hi Ye SochaSughra Ko Kya batlayein.

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.