Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Karbal mein luta hai Mohammad ka nawasa

Syed ali asghar abbas nasir · 2019

Kerbal ma luta hai, Muhammad s.a.w.w ka NawasaMuhammad s.a.w.w ki beti bhi yahan roti rahi haiAli e Murtaza bhi yahan rotay rahy haunRota he raha yan peh Muhammad s.a.w.w ka nawasaKerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasaKaho na musalmano tum isay jung e iqtadarKaro na musalmano Muhammad s.a.w.w ko tum narazGhar ko luta gea hai, Muhammad s.a.w.w ka nawasaKerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasaAkbar a.s k chalay janay say, Binaaiii gae haiAbbas k janay say , qamar toot gae haiTanha reh gea hai , Muhammad s.a.w.w ka nawasaKerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasaIk baiti madinay ma, rah daiiikh rahi haiIk baiti kahimon say, yeh daiiiikh rahi haiLaieno nay ghaira hai, Muhammad s.a.w.w ka nawasaKerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasaRoshan kiya diya, Hussain ibn e Ali a.s nayChalay thay jisko, yazeediii bujhanayIsko chala gea hai Muhammad s.a.w.w ka nawasaKerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasaNasir to manai ga, ghumeee shabirJism peh chalae ga,her hussssaini ZanjeerRota he raha jis peh, Muhammad s.a.w.w ka gharanaKerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.