Ali ali ali ali akbaram..(2)rahate jaan..wirde zabaan..sa'ate azaan..jaan ali akbaramjawan ali akbar.. naujawan ali akbar..(2)aye gule laila ali jaan ali akbaramjawan ali akbar.. naujawan ali akbar..(2)naujawan ali akbar .. naujawan ali ..(2)1. Aye dilo jaan e pidar, shakl e payambar akbaraye qaraar e dile zainab, gule madar akbarmisle abbas e jari, shere dilawar akbaryusuf e fatima zehra, dil e haider akbarhusne zaman akbar, naaz e chaman akbaraye husne zaman akbar, aye naaz e chaman akbaraye gule laila ali jaan ali akbaramjawan ali akbar.. naujawan ali akbar..(2)naujawan ali akbar .. naujawan ali ..(2)2. Maula shabbir ne manga hai duao'n mein tumheghazi abbas ne rakha hai panaho mein tumhemilke do maao ne paala hai ridao'n mein tumherabbe akbar ne rakha noori hijabo mein tumhenaaz e dile sarwar, shabih e payghambaraye naaz e dile sarwar, aye shabih e payghambaraye gule laila ali jaan ali akbaramjawan ali akbar.. naujawan ali akbar..(2)rahate jaan..wirde zabaan..sa'ate azaan..jaan ali akbaramjawan ali akbar.. naujawan ali akbar..(2)2. Boli laila ke gale mujhko lagate jaoboli zainab mujhe surat to dikhate jaobole shabbir meri aas bandhate jaomujhko nana ki ziyarat to karate jaohaye lahu mein tar, hum soorat e paighambarhaye lahu mein tar, hum soorat e paighambaraye gule laila ali jaan ali akbaramjawan ali akbar.. naujawan ali akbar..(2)naujawan ali akbar .. naujawan ali ..(2)3. Kaise maqtal tumhe jane ki ijazat dedukaise khaime se nikalne ki ijazat dedukaise is pyaas mein ladne ki ijazat dedumaa hu kaise tumhe marne ki ijazat dedujaan e dile madar, ye maa ho fida tumparaye jaan e dile madar, ye maa ho fida tumparaye gule laila ali jaan ali akbaramjawan ali akbar.. naujawan ali akbar..(2)rahate jaan..wirde zabaan..sa'ate azaan..jaan ali akbaramjawan ali akbar.. naujawan ali akbar..(2)4. Haaye,Khake seene pe sina zeen se akbar jo girahogaya khaimo mein kohraam bapa wawailaye sada dasht mein deta tha ghareeb e zahrahaye akbar mera, akbar mera, akbar na rahanoor e nazar akbar, aye naaz e pidar akbaraye noor e nazar akbar, aye naaz e pidar akbaraye gule laila ali jaan ali akbaramjawan ali akbar.. naujawan ali akbar..(2)naujawan ali akbar .. naujawan ali ..(2)rahate jaan..wirde zabaan..sa'ate azaan..jaan ali akbaram..(3)
Jawan ali akbar
Ali Shanawar and Ali Jee · 2022
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.