Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Jaan Ali Akbar

Ali Shanawar and Ali Jee · 2020

Ali jaan ali akbar..(2)Wa waila wawaila shud, wa waila wawaila shud..(2)shabihe payambar, haye haye ali akbar..(2)kaise jiyegi tere bin haaye ye madar, aye jaan ali akbarshabihe payambar, haye haye ali akbar..(2)kaise jiyegi tere bin haaye ye madar, aye jaan ali akbar1. Beta ali akbar madar ko pukarowa waila wawaila shudghumzada madar ko chehra to dikhalowa waila wawaila shudkhaak se utho, mujhko bulalo..(2)maa hai pareshaan kaha ho mere dilbaraye jaan ali akbar2. Qaid hui beta zindaan chali maawa waila wawaila shudsaare shahido'n ka Allah nigehbaa'nwa waila wawaila shudghar hua veera'n aao meri jaa'n..(2)hogaya sajjad akela mera dilbaraye jaan ali akbar3. Maa ka ye armaa'n tha tujhe dulha banatiwa waila wawaila shudmaa teri dulhan ko naazo se sajatiwa waila wawaila shudho nahi paayi aas ye puri..(2)aise gaye, aaye na maida'n se palatkaraye jaan ali akbar4. Maa hai rasan basta, sar tera sina parwa waila wawaila shudbalwa e aada mein laaya hai muqaddarwa waila wawaila shudaye mere pyaare, noke sina se..(2)dekhle maa teri hai balwe mein khule saraye jaan ali akbar5. Beta ali akbar madar ka hai waadawa waila wawaila shudsog manaungi ta umr tumharawa waila wawaila shudab na piyungi, thanda mai paani..(2)ab na mai baithungi kabhi saaye mein jakaraye jaan ali akbar6. Puch liya mujhse sughra ne jo terawa waila wawaila shudkaise bataungi, akbar nahi aayawa waila wawaila shudroyegi sughra, tadpegi sughra..(2)tere bina kaise jiyegi teri khwaharaye jaan ali akbarWa waila wawaila shud, wa waila wawaila shud..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.