Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Jaag utho

Farhan · 2004

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Jaag utho[Hai waqt karaa sar par aaya, hai chaaron taraf gham ka saaya] ×2[Phir aaj bani hai karbobala] ×2 phir karbobala ne yaad kiya[Ay hussayniyon] ×2 [jaag utho] ×3 Hussayniyo, Ai Hussayniyon, Ai HussayniyonEk jaan hoke saare huseini chalo, apni hasti sawaare huseini chalo,is alam ke sahaare huseini chalo, faatema ke pyaare huseini chalo, (sirfghazi ka parcham uthaa kar chalo) x2 [jaag utho] ×3Hussayniyon, Ay Hussayniyon, Ay Hussayniyonapni taarikh par mehr baani karo, ilm ke des pe hukm raani karo,apne dushman ko ab paani paani karo, naam akber ke apni jawaani karo,[ilmo hikmat ki shamma jalaakar chalo] ×2 [jaag utho] ×3Hussayniyon, Ay Hussayniyon, Ay Hussayniyonakl ki jang afkaar se jeetlo, har mubah-la ko guftaar se jeetlo,zulm ko sabr ke waar se jeetlo, saari dunya ko kirdaar se jeetlo, (khudko apne hussaynio banaakar chalo) x2 [jaag utho] ×3Hussayniyon, Ai Hussayniyon, Ai HussayniyonZikre shabbir hi apna manshur hai, usse ham duur hai sheh se wohduur hai, har zamin karbala se hi maamur hai, apna har yawm hi yawmeaashur hai, [karbala apne dilme basaakar chalo] ×2 [jaag utho] ×3Hussayniyon, Ai Hussayniyon, Ai Hussayniyonjiska aain kerdaar saadhi bhi hai, waqt ki jiske haathon mei baazibhi hai, jo shahadat ka talib hai ghazi bhi hai, matami hai wohi jonamazi bhi hai, [apne kirdaar se ye batakar chalo] ×2 [jaag utho] ×3Hussayniyon, Ai Hussayniyon, Ai HussayniyonApne maazi se pucho ke tum koun ho, tum ho musa agar koi firaun ho,tum khuda wand ke aun ke aun ho, har nayi karbala ke liye john ho,[khaakh mei dushmanon ko milaa kar chalo] ×2 [jaag utho] ×3Hussayniyon, Ai Hussayniyon, Ai Hussayniyondehr mei ab bhi halmin ki aawaaz hai, tum woh ho jinpe shabir konaaz hai, shah ka gham muqaddar ki parwaaz hai, matami kehl waana toehsaas hai, [apne seeno pe tum gha sajaa kar chalo] ×2 [jaag utho] ×3Hussayniyon, Ai Hussayniyon, Ai Hussayniyonfikr ko har badi se muarra karo, bas musalmaan hone pe gharra karo,dil yazidi safon se mubarra karo, panjatan ke udu pe tabarra karo,[naaraa-e-hydery tum lagaa kar chalo] ×2 [jaag utho] ×3Hussayniyon, Ai Hussayniyon, Ai HussayniyonZikre shabbir hi apna manshur hai, usse ham duur hai sheh se wohduur hai, har zamin karbala se hi maamur hai, apna har yawm hi yawmeaashur hai, [karbala apne dilme basaakar chalo] ×2 [jaag utho] ×3Hussayniyon, Ai Hussayniyon, Ai Hussayniyonapni taarikh par mehr baani karo, ilm ke des pe hukm raani karo,apne dushman ko ab paani paani karo, naam akber ke apni jawaani karo,[ilmo hikmat ki shamma jalaakar chalo] ×2 [jaag utho] ×3Hussayniyon, Ay Hussayniyon, Ay Hussayniyonakl ki jang afkaar se jeetlo, har mubah-la ko guftaar se jeetlo,zulm ko sabr ke waar se jeetlo, saari dunya ko kirdaar se jeetlo, (khudko apne hussaynio banaakar chalo) x2 [jaag utho] ×3Hussayniyon, Ay Hussayniyon, Ay HussayniyonShoukaton zikr maula ka irfaan hai, ye aqeeda malango ke pehchaanhai, jo bhi shabbir pe dilse qurbaan hai, woh azadaar jannat mei farhaanhai, [ye aqeeda sabhi ko sunaakar chalo] ×2 [jaag utho] ×3Hussayniyon, Ai Hussayniyon, Ai Hussayniyon

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.