Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hussain tu kamyaab hogaya

Syed Raza Hussain Rizvi · 2019

ya hussain (x4)hussain tu ne dee(n) bacha ke kamyaab hogayaaye maqsad e yazid tu na kamyaab haimera hussain sir katake (zindabad hogaya x3)*hussain tu kamyaab hogayayazid tu na kamyaab hai (x2)(1) hussain tum ne nana ka wada nibhaliyahussain tum ne sir katake dee(n) bachaliyapani jo tumse chin liya sabr tho kiyahussain tu kamyaab kamyaab hogayahussain tu kamyaab hogayayazid tu na kamyaab hai (x2)(2) yazid jhoota khaath bhija ke dhooka de diyanoor e khuda pe tune jo khanjar chala diyaghareeb ka jo khoo(n) baha kar qatl kar diyayazid tu tho ab bhi na muraad hogayahussain tu kamyaab hogayayazid tu na kamyaab hai (x2)(3) (yeh farsh e aza x3) tera liye bichti hai shabbirtum deen e islam ki tasweer hu shabbirtera naam se milti hai shifa  aye mere shabbirya hussain aati hai parcham se sadahussain tu kamyaab hogayayazid tu na kamyaab hai (x2)(4) koshish kiya yazid ne na ho saka wo kaamhussain ne jo sab ke liye dediya wo jaanwo ahle aza aaj bhi lete hai uska naamtu ab bhi zindabad hai hussainhussain tu kamyaab hogayayazid tu na kamyaab hai (x2)(5) yazid ka tho qabr ka nishan bhi nahiyazid ka quran me bayan bhi nahiyazid ki wo nasl ka koyi pata nahiyazid wo murdabad murdabad hi rahegahussain tu kamyaab hogayayazid tu na kamyaab hai (x2)(6) aye mazhar o rizvi o syed raza hussainta hashr rahegi ye azadari aye hussainye farsh e aza bichti rahegi mere hussainshabbir baherehal tera naam rahegahussain tu kamyaab hogayayazid tu na kamyaab hai (x2)salam....salam....salam ya hussain (x3)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.