Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hussain o minni wa ana minal hussain

Irfan Haider · 2011

Hussain, hussain, hussain ya hussain..(2)Sada e rabb e jaha'n..(3)Jabee'n kushada hussainbatool zada hussainmera irada hussainnibhane wada hussainmalaeka ki safo se nuzool tak pohchaphir ambiya ki safo se rasool tak pohchamere hussain ka duniya mein jab zahoor huarasool e haqq ne padha hukm e rabb se ye kalmahussain o minni wa ana minal hussain..(2)bata gaya hai nabi khuda ka..(2)hussain mujhse hai, mai hussain se huhussain o minni wa ana minal hussainhussain, hussainhussain o minni wa ana minal hussainhussain, hussain1. Misaal e fatah e badr o hunain mera hussainmeri batool ki aankho'n ka chayn mera hussainkhuda ke deen ki hai zayb o zayn mera hussainhai mere baad shah e mashraqayn mera hussainzamane bhar ki pukaar hai yemere lahoo ka weqaar hai yeye mera jism, meri jaan, mere dee'n ki baqahussain o minni wa ana minal hussainhussain, hussain2. Kul ambiya ki amanat isi ke haath mein haiusool e deen, shariyat isi ke haath mein haimeri baqa meri izzat isi ke haath mein haikalam e paak ki hurmat isi ke haath mein hailahu se aisa payaam degashari'ato'n ko amaan degameri hadees ki tafseer hogi karbobalahussain o minni wa ana minal hussainhussain, hussain3. Khuda ke hukm ki tameer hogi maqtal meinali ke ishq ki takmeel hogi maqtal meinbisaat deen ki tabdeel hogi maqtal meinhayaat maut ki qandeel hogi maqtal meinhussain mujhko nijaat degaye deen e haq ko hayaat degaye raaz jaan ke mere nabi ko kehna padahussain o minni wa ana minal hussainhussain, hussain4. Ye meri god mein hai aur tasawwurat mein kyamere hussain ka maqtal bani hai karbobalaghumo se choor thakan se nidhaal sar pe qazamitake bay'at e fasiq bachake deen e khudalahu se darya ko laal karkeyazidiyat ka qetaal karkejo qatl gaah ki janib badha to rabb ne kahashukriya, shukriya, shukriyahussain tera shukriyashukriya, shukriya, shukriyahussain tera shukriyahussain tera shukriyahussain tera shukriyahussain tera shukriyakeh raha hai khuda, hussain tera shukriyake tune deee'n bachaliya, hussain tera shukriyajo ambiya se nahi ho saka wo tune kiyashukriya, shukriya, shukriyahussain tera shukriyahussain tera shukriya5. Teri himmat pe ye kaunain fida tashna dahantune jo waada kiya pura hua tashna dahankhoo'n se maqtal ko jo sayraab kiya tashna dahan..(2)ibn e zahra o aliaye wali ibn e walitujhse mai raazi hua, aye shahe karbobalaaisa maqtal saja diya tunemarke jeena sikha diya tunehashr tak karte rahenge ye shaheedan e wafaas-salam o alal hussain, wa ala aliyibnil hussainwa ala auladil hussain, wa ala ashabil hussainMajlis o matam ki baqaHussainHai ye tere ehle azaaHussainMatami seeno se sunoHussainAati hai labbaik sadaaLabbaik ya hussain..(4)Ye matami lashkar hai himmat ka samandar haiaayi jo alamdari har fard dilawar haidekho to wafadari dekho to ye khuddarimarne ki ye tayyari aur lab pe sadaa jaarikya nazra ki takleefo mein mazaaajab maut aayega jawani meinkya lutf janaza uthne kahar gaam pe jab matam na hoHussain ya hussain..(4)Marne chala jo ghar se koi matami jawaa'nye kehke azm uska badhati hai uski maaroke hai meri aankh se aasu abhi rawaa'nlekin jo maut saamne aaye to meri jaa'nhimmat na haar jana qasam hai batool kikar lena yaad jung shabeeh e rasool kiHussain ya hussain..(4)Wo teen din ki pyaas wo akbar wo fauj e shaamwo dhoop razm gaah ki wo nusrat e imaamtegho ki chhao teero ka meyaar o ajdahaamnaiza kisi ka aur jigar e akbar e anaambijli si har taraf khaso khashaak par giritasveer mustafa ki juhi khaak par giriHussain ya hussain..(4)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.