Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hussain ka akbar

Shozab Abbas · 2019

Haye jawan Akbar jawanHaye jawan Akbar jawan*Tadap raha hai zamee'n per hussain ka Akbar ( 2 )*Sina kaleje pa kha ker hussain ka AkbarTadap raha hai zamee'n per hussain ka Akbar ( 2 )Madad ke waatse Kisko bulayie Koun aayeSabhi to soote hain Khoo'n mein nahaeye Koun aayeYe sadma Leta hai dil per (2)Hussain Ka Akbar a.s*Tadap raha hai zamee'n per hussain ka Akbar ( 2 )*Hussain jisko Md ki tarha chahte thaiUsse tadaapte huwe dekh payenge KaiseYe sadma Leta hai dil per  (2)Hussain Ka Akbar as*Tadap raha hai zamee'n per hussain ka Akbar ( 2 )*Jisse madina tarsata tha dekhne ke liyeZameene garm pa reh reh ke eydiya'n ragdeWo hum shabeehe payamber (2)Hussain Ka Akbar a.s*Tadap raha hai zamee'n per hussain ka Akbar ( 2 )*Her eik zaba'n pa tha akbar ke husn ka charchaKisi ka beta kahan itna khoobsurat thaHaseen Jitna tha dilbar (2)Hussain Ka Akbar a.s*Tadap raha hai zamee'n per hussain ka Akbar ( 2 )*Jigar ka dard nikala hussain ne KaiseNa jane khud ko sambhala hussain ne KaiseTadap ke margaya akbar (2)Hussain Ka Akbar a.s*Tadap raha hai zamee'n per hussain ka Akbar ( 2 )*Nazar ke saamne Sughra bahen ki hai tasveerSitam ne daaldi Paoo'nMein mout ki zanjeerMadina jaye'n bhi kyunker (2)Hussain Ka Akbar a.s*Tadap raha hai zamee'n per hussain ka Akbar ( 2 )*Hawa mein hato'n ko lehra rahe hai shah e zamanZameen e karbobala per ujad gaya hai chamanShaheed ho gaya Akbar (2)Hussain Ka Akbar a.s*Tadap raha hai zamee'n per hussain ka Akbar ( 2 )*Kamayie lut gayie Jangal mein Umme laila kiKhili na sehre ki kaliya'n na ho saki shadiHuwa hai dee'n pa nichahwar (2)Hussain Ka Akbar a.s*Tadap raha hai zamee'n per hussain ka Akbar ( 2 )*Bayan kaise ho Asif shahdate AkbarYe goonjti thi ey Shozab sadaye'n reh reh kerKe margaya Ali akbar (2)Hussain Ka Akbar a.s*Tadap raha hai zamee'n per hussain ka Akbar ( 2 )*

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.