Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hussain (AS) teri azadar

Fatema Ladak · 2011

Hussain teri azadarHussein teri azadar hai azadariIbadato ki alamdar hai azadariYazeede waqt se zainab teri dua ban karJihaad kerne ko tayaar hai azadariAmeer-e-shaam ko jo motebhar samjta haiUssiki nazro mei bekaar hai azadariBus bibi raazi hojaye x2Jisse na rone diya bhaio ke laashe parUssi garib ko darkaar hai azadariHussein ke liye marham bani hai zakhmo kaKarare abideh bimaar hai azadriTamache khake batayaa hai yeh sakina neGhameh hussein ka izhaar hai azadariDayaare shaam mei usska asar hai aaj talakHuwi jo barsare darbaar hai azadariRukki hai aur na rukegi kabi yeh hashr talakDuae ahmade mukhtar hai azadariMilla hai ghabate kubra mei yeh sharaf usskoImaame asr ki zawaar hai azadariYazidiyat se takkallum kahun sambhal jaayeHamaare haath ki talwaar hai azadari

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.