hussain ya hussain ya hussain ya hussain..(4)ye keh rahe hai mustufaye keh rahe hai murtuzaye keh rahe hai mujtabaye keh rahi hai fatimaye keh raha hai khud khudahusain ki madad karo..(2)1. Jo nasire husain the wo khako khu me aa chukezameen pe qasim e haseen tukdiyo me bat chukejo bazu e husain tha..haayusi ke haath kat chuke..haayhai ghaazi ab bhi keh rahahusain ki madad karo..(4)2. Sina jigar me ghut chuki pisar bhi kya dikhai dehai budha baap sochta sada koi sunai denazar ka noor chin chuka..haaykya use dikhai de..haaywo ghutniyo hai chal padahusain ki madad karo..(2)3. Har ek taraf wo zalzala mayane shark o gharb thahusain ki sada suni ajeeb usme karb thahal min nasirin yansurnaruka na asghare hazee..haayyahi to waqt e garb tha..haayye kehke jhule se girahusain ki madad karo..(4)4. Nahi hai sher bawafa akela reh gaya husainna akbar e hazee raha akela reh gaya husainsagheer bhi chala gaya..haayakela reh gaya husain..haaybehen ne karb se kahahusain ki madad karo..(4)5. Tadap raha hai khaak khoo me fatima ke dil ka chainzamee se arsh tak baland hai zainab e hazi he baynhar ek ki laash legaye..haaypada hai lasha e husain..haaylaee hai har kuchal rahahusain ki madad karo..(4)6. Ye keh rahi hai fatima ho khatm din malaal ketum ashk jo bahaoge rakhungi mai sambhal keye ashk leke jaungi..haaybharenge zakhm laal ke..haayazaa ka farsh hai bichahusain ki madad karo..(4)7. Urooj e ghairat e nabi kisa ka noor e lazawaalna shaam ko bhula saka use aaj bhi malaalhusain ki hai aarzu..haayrakhe hijaab ka khayal..haaysaro pe tum rakho ridahusain ki madad karo..(4)8. Jo apna ghum chupa raha hai aaj ka husain haijo ashk e dil baha raha hai aaj ka husain haimadad ko jo bula raha..haayhai aaj ka husain hai..haaysuno imaam ki sadahusain ki madad karo..(4)9. Imam e asr ki nazar me kya amal ka hai maqaamqamar azaa ke saath humne kya kiye hai jin ke kaamguroh kitne bangae..haaymagar akela hai imam..haayye aaj ki hai karbalahusain ya husainhusain ki madad karo..(4)
Husain ki madad karo
Shadman Raza · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.