Jaan-o-dil se hai hum tujhpe khurbaanYe hai pahchaan apni ye eimaaHum to tere azadaar hai ya hussainJanisaar aur ghamkhaar hai ya hussain1. Ranj-o-gham ke ho tufa ke ho rahateTera matam karenge har ek haal meRoak sakti nahi hai hame gardisheHum to tere azadaar hai ya hussain2. Tere akbar ke seene me barchi lagiRan me rote hai jannat se aakar nabiHai jawa laash aur tu hai ibne aliHum to tere azadaar hai ya hussain3. Tu tane tanha aur lashkare ashkiyaAlkhama par hai soya tera ba wafaAa rahi hai ye mashk-o-alam se sadaHum to tere azadaar hai ya hussain4. Kitne aabid ko sadme the kitne alamJab dayaare sitam me lute the haramHai shahe do sada aye imam-e-umamHum to tere azadaar hai ya hussain5. Haale dil kis se teri sakeena kaheSadme gurbat ke kis tarha zainab saheBahre gham kyu na ankho se inke baheHum to tere azadaar hai ya hussain6. Rote hai aasma ro rahi hai zamiZarra zarra hai tere hi gham se haziKoi duniya me mazloom tujhsa nahiHum to tere azadaar hai ya hussain7. Pardaye gaib me hai jo tera pisarRota hai tere gham me wo dil thaam karIske hamraah kahte hai shams-o-khamarHum to tere azadaar hai ya hussain8. Darmiya ke tu hazaaro ke tha be nawaAati thi dam ba dam siskiyo ki sadaRote hai tujh pe sadiyo se sab anbiyaHum to tere azadaar hai ya hussain9. Jab talak bhi hamaari jismo me damZikr pe tere aankhe rahengi ye namKahte hain matami teri khaake khasamHum to tere azadaar hai ya hussain10. Wo ho tahseen ya ahsan-o-nawha garNaam lete hai tera hi shaam-o-saharInpe karde aye maula karam ki nazarHum to tere azadaar hai ya hussain
Hum to tere azadar hai ya hussain
Mir Abid Ali · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.