Labbaik Ya Hussain....(6)Hum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain...(2)Hum Azadar e Hussaini....Jiski haibat me hain batil....(2)Hum wahi lalkar hainHum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain....(2)Hum Azadar e Hussaini.....(1) Hamd uski jisne Noor e Mustafa paida kiyaMustafa ke Noor se phir Murtaza paida kiyaHum Wilayat ke hain pairon....(2)Shah ke hubdaar hainHum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain..(2)Hum Azadar e Hussaini...(2) Baa e Bismillah ka nukta hain nazar ke saamneBolte Quran ka chehra hain nazar ke saamneSaamne baatil ke har pal....(2)Buzari inkar hain...(2)Hum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain....(2)Hum Azadar e Hussaini....(3)Deen ki khatir adu ki zaat se ladte raheDars hain yeh Karbala ka, na kabhi peeche hateNasl e Hinda ke liye hum....(2)Khauf ki talwar hainHum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain...(2)Hum Azadar e Hussaini....(4) Fitna saazon ki kamar ko todna hain bakhudaZehn e shaatir ki ragon ko modna hain bakhudaMere Murshid mere Maula....(2)Haider e Karrar HainHum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain....(2)Hum Azadar e Hussaini.....(5) Aakhri dam tak ladege dushman e Islam seSog me dubega baatil, Yu hamare naam seDeen ki hurmat ki khatir...(2)Aahni deewar hainHum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain...(2)Hum Azadar e Hussaini...(6) Kis qadar waazeh hain logon, yeh Quran e KarbalaHar zamane ke liye hain yeh bayaan e KarabalaKarbala wale jahaan me....(2)Har ghadi bedaar hainHum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain....(2)Hum Azadar e Hussaini....(7)Ha isi baaradari me jalwa e mabood hainHar Hussaini ke liye jo manzil e maqsood hainSurat e Rehbar hamare.....(2)Qafla Saalar HainHum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain....(2)Hum Azadar e Hussaini...(8) Aaj bhi zinda hain Yawar waaris e Farsh e AzaJiske girya me ayaan hain, Shaam o Kufa KarbalaKarbala walon ke gam me...(2)Aaj tak gamkhwar hainHum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain...(2)Hum Azadar e Hussaini....(2)
Hum azadare hussaini
Ali Safdar · 2019
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.