Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hum ali ke deewane har adaa ghadeeri hai

Akhtar Hussain · 2013

Hum ali ke diwane har adaa ghadiri haiibteda ghadiri hai, inteha ghadiri haiAmbiya imamo ka silsila ghadiri haipadhlo aaya e balligh khud khuda ghadiri haiAaj bhagne wale raasta na payengeraasta na payenge aaj bhagne waleAaj bhagne wale raasta na payenge..Maymana ghadiri hai, maysara ghadiri haiNaam leke haider ka hum ye jaan leteHum ye jaan lete hai naam leke haider kaKaun hai saqifayi, kaun sa ghadiri haiUsko kya darayegi mushkile zamane kimushkile zamane ki usko kya darayegiusko kya darayegi mushkile zamane kiKarbalayi dil jiska, hausla ghadiri haiKhud hi uske qadmo mein badhke aayegi jannatbadhke jisko haider ne, kehdiya ghadiri haiKufr aur batil ki bus saqifa manzil haiBus saqifa manzil hai kufr aur batil kiKufr aur batil ki bus saqifa manzil haiHaq pasand logo ka, raasta ghadiri haiDekh kar mujhe akhtar, di sada ye rizwaa'n nedi sada ye rizwaa'n ne, dekh kar mujhe akhtarDekh kar mujhe akhtar, di sada ye rizwaa'n neKhuld mein chale aao, raasta ghadiri hai

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.