Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Haye shaam

Arbaz Zaidi · 2016

Dekh manzar sham ka zainab ye chillayiaye khuda kaisi qayamat humpe hai aayihaye shaam, haye shaam, haye shaamKal talak jis shehr ki shehzadi kehlayius jagah taqdeer be parda mujhe laayihaye shaam, haye shaam, haye shaam1. Saamne jiske qaza bhi kaap jati thijiski nass nass mein wafa khoo' banke behti thikhauf se jiske zamee'n bhi thar tharati thimai sada saaye mein jiske muskurati thishane kata kar sogayahaye shaam, haye shaam, haye shaam2. Aye khuda hamsheer se bhai juda na hozulm ka khanjar ho bhai ka gala na hokoi bhi bhai kabhi nazre qaza na hophir sitam aisa kisi par aye khuda na hokhoo'n aankho se behta rahahaye shaam, haye shaam, haye shaam3. Naaz tha abbas jaise apne bhai parbaad uske phirti hu mai aaj nange sarkis tarha dekhu mai haye sharm ka manzarkis tarha chehra chupau baalo se dhak karbaaki kaha'n koi ridahaye shaam, haye shaam, haye shaam4. Jo bhi the armaan wo sab reh gaye mann meinhaye wo kadiyal jawa'n bhi so gaya rann meinaur madar darr bhatakti hai waha'n bann meinhote hai armaan kya kya maa ke ek mann meinkaisa sitam ye hogayahaye shaam, haye shaam, haye shaam5. Haye wo cheh maah ka nanha ali asgharghutniyo chalne ke din hi aaye the jis parteen din ka bhuka pyaasa tha mera dil barhurmula ke teer ne dhaya sitam kyu karnanha gala chhalni kiyahaye shaam, haye shaam, haye shaam6. Haye us beemar ki halat baya'n kya holohe ki zanjeer mein jakda gaya jiskouski gardan mein pada tha toq bhari josar uthakar bhi na upar dekh sakta woye zulm ki hai intehahaye shaam, haye shaam, haye shaam7. Baap se hokar juda kitna tadapti thiwo sakina shaam ke zindaa'n mein roti thihar ghadi shimr e laee'n ke zulm sehti thitaziyane khake bhi khamosh rehti thikya kya sitam usne sahahaye shaam, haye shaam, haye shaam8. Jiske hatho'n mein thi mehendi ki abhi laalihaye uski ho chuki ghodo se pamalikya baya'n ho haye us kubra ki behalijiski suni maang hai aur marr chuka walipal bhar mein sab kuch lut gayahaye shaam, haye shaam, haye shaam9. Kis tarha likhu tamanna sham ka manzardar ba dar phirti hai kaise aale paighambarwo sitam dhata tha unpar shimr ka lashkarzulm ki hadd aa chuki thi sabr se baahartadpayega usko sadaahaye shaam, haye shaam, haye shaam

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.