Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hay lazawaal deher me

Hassan Sadiq · 1999

[Tayree wafa ghazee hay baqa ghazee] ×2[Hay lazawaal dahar main tayree wafa ghazee] ×2Fana nehi jisay markay hay wo baqa ghaziTayree wafa ghazee...Faqat muheet nehi kerbala pay iski wafaQadam qadam pay hua moula par fida ghaziTayree wafa ghazee...Labay furat say zahra ki arahee thi sadaTu mayri baitee ka wahid tha asira ghaziTayree wafa ghazee...Khayamay alay aba main hua hay hashr bapaAli kay laal say jis dam hua juda ghaziTayree wafa ghazee...Rahi Hay dair talak bazoo chumti ZainabUmmulbanin ko jim dam hua ata ghaziTayree wafa ghazee...Ameer iska badal koee nehi zamanay mainJahan mein mulkay wafa ka hay kibriya ghaziTayree wafa ghazee...Fana nehi jisay markay hay wo baqa ghazi

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.