Har azadaar ko moqtaar bana de moula ×2Fouje mehdi a.s ka madadgaar bana de moulaHar azadaar ko moqtaar bana de moula,,,,Pairwe meesume tammar bana de moulaPaikare jazbaeye esaar bana de moula ×2Jurrat o azm ka kohsaar bana de moulaSabr ki aahni dewaar bana de moulaHar azadaar ko moqtaar bana de moula ×2Fouje mehdi a.s ka madadgaar bana de moulaHar azadaar ko moqtaar bana de moula,,,,Koi salman koi boozaro ammar baneAur habeeb ibne mazahir sa wafadar bane×2Joun o abis ki tarha dee'n ka tarafdaar babaMisle hur hurriyath afkaar bana de moula,,,,Har azadaar ko moqtaar bana de moula ×2Fouje mehdi a.s ka madadgaar bana de moulaHar azadaar ko moqtaar bana de moula,,,,Haath utthe to faqat matame sarwar mein utheAur paishani bhi allah ke sajdo'n mein jhuke ×2Ankh se ashk ghume sibte nabi mein barasBa amal aisa azadaar bana de moula,,,,Har azadaar ko moqtaar bana de moula ×2Fouje mehdi a.s ka madadgaar bana de moulaHar azadaar ko moqtaar bana de moula,,,,Sar uthaya hai phir ik baar yazidi lashkarAasteeno mein chupaeye hain sitamgarKhanjarDasht mein phir se nazar aata hai khooniManzarHar taraf zulm zamane mein hai mazloomo'n parNa kahi'n chain o suku'n aur na kahi'nAmno ama'nAag bhadki hai kahi'n aur kahi'n uthta haiDhuwa'nRoki jaati hain namaze'n kahi'n aawazeAza'nAur matam ke muqalif mein uthe hainToofa'n,,,Aaeyga fathima s.a zehra ke gharane walaBehte pani pa musalle ko bichahne wala ×2Matame sibte payamber ko bachne walaUske lashkar ka tarafdaar bana de moulaHar azadaar ko moqtaar bana de moula ×2Fouje mehdi a.s ka madadgaar bana de moulaHar azadaar ko moqtaar bana de moula,,,,Ghume shabbeer mein din raat bahae'n aansoo'n aur phir gohare nayaab bahae'n aansoo'n ×2Damane fathima zehra s.a mein sajae'n aansoo'nAisa shabbeer ka ghumkhwar bana de moula,,,,Har azadaar ko moqtaar bana de moula ×2Fouje mehdi a.s ka madadgaar bana de moulaHar azadaar ko moqtaar bana de moula,,,,Matame sibte payamber hai hamari dowlatApne maa baap se baccho'n se bhi pyari dowlat ×2Isi matam ke liye sarf ho sari dowlatTere ghumkhwaro'n ko dildaar bana de moula,,,,Har azadaar ko moqtaar bana de moula ×2Fouje mehdi a.s ka madadgaar bana de moulaHar azadaar ko moqtaar bana de moula,,,,Karbala jaeyenge jab SHOZAB o ZAHID milkarRu be ru dekhe'nge ankho'n se jinah ka manzar ×2Ye duwa mange'n gay ro ro ke dare sarwar parQabre zainab s.a ka bhi zawwar bana de moula,,,,Har azadaar ko moqtaar bana de moula ×2Fouje mehdi a.s ka madadgaar bana de moulaHar azadaar ko moqtaar bana de moula,,,,Har azadaar ko moqtaar bana de moula
Har azadaar ko mukhtar banade maula
Shozab Abbas · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.