haq ka irfaan jo paaya to ali yaad aayadil me quraan samaaya to ali yaad aayaaadam o nuh payambar ho ya hazrat isayunus o khizr ho ilyaas ya hazrat musawaqt in par bhi jo aaya to ali yaad aayaghar tha allah ka maujud makin koyi na thakoyi aayega yahaan ye bhi yaqeen koyi na thadar jo diwaar me aaya to ali yaad aayasenkaro sur mathe aur pahelwaan hazaarjo the khaibar me sabhi yaar magar mere yaarmard ka zikr jab aaya to ali yaad aayajism ek ek se do tukre baraabar dekhekhun ki barsaat huwi urhte huwe sar dekheran me abbas jab aaya to ali yaadneza o tir o tabar kya koyi khanjar na milalaakh dhundha kahi kuffar ka lashkar na milasaaf maidaan nazar aaya to ali aayaapna kuch hosh na tha itni pareshaani thighame dunya ne mujhe gher liya tha phir bhihaath momin se milaaya to ali yaad aayayun to mein rat ta raha saare sawaal aur jawaabpar naqirein ne turbat me mujhe behre hisaabaa ke jis waqt jagaaya to ali yaad aayazikr nabiyon ka suna khub ya ke baare digarmein nuseri to nahi kheir se wallah magarzikr allah ka aaya to ali yaad aayajo ke aqwaale payambar ko bhulaa bethe theham ali ko bhi nahi jaante jo kehte theun ko miti me dabaaya to ali yaad aayaqalbe baatil ko kayi tukron me bat te dekhatakht kya chiz hai darbaar ulat te dekhakhutba zainab ne sunaaya to ali yaad aayashabe meraaj ajab baat huwi ya goharsun ke aawaaze khuda chonk uthe payghamabarjab nazar kuch nahi aaya to ali yaad aaya
Haq Ka Irfan
Mir Hasan Mir · 2003
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.