Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hai Ibadat Hussain Ka Matam

Azadar Party · 2010

hai ibadat hussain ka matamhum ko quran ne ye bataya hchomty hain usay farishty bhimatami hath jab uthata hkhoon bahaya na ruk saka matamzakhm banty na ruk saka matamhath katay na ruk saka matamhath katay na ruk saka matamthak k kehny lagain ye talwarainye ibadat to mojzana hhai ibadat hussain ka matamhum ko quran ne ye bataya hnohay parhty hain nooh jaise nabiambiya khud safain banaty hainwo ibadat h matam e shabbirarsh waly bhi kitny atay hainfarsh matam ka wo mussala hjis pe kaba namaz parhta hhai ibadat hussain ka matamhum ko quran ne ye bataya hinki awaz hai azan jaisenala e haq h karbala hshan iske nishan ki mat pochofatah e shah ki ata h yehdagh e matam wo dagh h jis mainhajr e aswad dikhai deta hhai ibadat hussain ka matamhum ko quran ne ye bataya hfarsh matam ka farsh h aisadaikh kar arsh jhoomta h jiseaisa sina h matami sinakhoon pasina b chomta h jisematami hath hath h aisajo k jannat k ghar banata hhai ibadat hussain ka matamhum ko quran ne ye bataya htaqat e matam e hussain banilal sain ki taqat e parwazyehi taghoot e la makanyehi abdullah shah ki awazyehi nara bhi hai malangon koyehi rasm e chalandagana hhai ibadat hussain ka matamhum ko quran ne ye bataya htaigh o shamsheer pe jo wajib thywo bhi qarze chukaye hain isnejin pe takhdeerain naz karti hainwo muqaddar banaye hain isneyeh bachata h nar e dozakh seyehi qaidi ko hur banata hhai ibadat hussain ka matamhum ko quran ne ye bataya hkhanch leta h jo naqabon kokitna mazboot hath h iskaaur haqeeqat se bhi ye waqif hkhoon kis ki ragon main h kiskasath naslain ye khool deta hsub ka nam o nasab batata hhai ibadat hussain ka matamhum ko quran ne ye bataya hdaikh kar iski saf main nabyon kodaikh kar iska mojzati asardaikh kar iski fazilat o azmatbat ta hogai ye goharjo karay ga hussain ka matammatami woh shareefzada hhai ibadat hussain ka matamhum ko quran ne ye bataya h

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.