Aagaya Maah-e-AzaHota hai matam bapaDetain hai pursa tumheinParhte huey marsiyaHaey …Haey Karbala VaalonHaey Karbala Vaalon,Haey Karbala Vaalon, Haey, Haey Karbala VaalonTum chalay Madeenay say, deen pe apni jaan denayDhoop main shariyet thi, usko sayeban denayBe aman khudaye ko, tum chalay aman denayKarbala kay jungal main, sakht imtehan denay, Haey ...Sar liye hateli par Karbala mein aaey thaylay kay mukhtasar lashkar Karbala mein aaey thaysab kay sab wafa pekar Karbala mein aaey thayso gaye tahay khanjar Karbala mein aaey thay, Haey ...Tha sawal beyat ka khak main mila dalatum ney aik sehra ko gulsitan bana dalanaam kufro zulmat ka dehar say mita dala,maqsad e shah e deen par ghar ka ghar luta dala, Haey ...Har ghari qayamat thi bekasi lab e daryadekhi piyasay bachon ney tashnagi lab e daryadoor thay ALI walay aur shaqi lab e daryaho gaya fida deen par ek jari lab e darya, Haey ...Karbala kay maqtal ka, bas ye hi khulasa haitum tu ho mery mohsin, deen ehuq ye kehta haiapney khoone say tum ney, is chaman ko seencha haiaaj bhi dil e ZEHRA (sa) bas ye keh kay rota hai, Haey ...Khoon sey shaheedon kay surkh thi zameen saariroi jab NABI ZAADI zalzala hoataariab bhi in shaheedon par karnay girya o zarido jahan main hoti hai aaj tak Azadari, Haey ...Karbala kay jungal main, shaam thi ghareebon kikon dekhta aakar, bekasi ghareebon kipehray dar thi ZAINAB (sa) har ghari ghareebon kiek zayeefa dil joi karti thi ghareebon ki, Haey ...Ho gaeen rasan basta, betiyan Payamber kisath tha aseeron kay aik natawan qaidijis ki ankh main har dum alqama thi ashkon kius kay sath roti the us ki hatkari beyri, Haey ...DUKHTARAAN-E-HASHIM se,SAFDAR-e-Hazeen kehdo,Lab pe Sheh ka noha ho, Dil mein Karbala rakhoKehdo saari dunya se farsh e Gham pe aajaoKarke girya o maatam, dil ko thaam kar bolo, Haey ...Haey Karbala Vaalon
Haey Karbala Vaalon
Hashmi Sisters · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.