Haaye ham yateem ho gayeHaaye ham yateem ho gaye (×2)Thi kisi ki dasht mei sadaHaaye ham yateem ho gayeFatimah ka ghar ujad gayaHaaye ham yateem ho gaye1. Janey kaisi shaam aayi thi apney saath sab ko ley chaliiAb rahey na baba aur chachaaHaaye ham yateem ho gaye2. Chey mahiney walah sheer khawaar jisey merey dil ko tha kararArey woh bhi teer khakey sowghayaHaaye hum yateem ho gaye3. Kya kahun key kis tarha kiye zalimon ne baap ko shaheedAik din mei kya sey kya huwaHaaye ham yateem ho gaye4. Kis ki raah dekhey him gharib banghayi hun thokharey nasibBaba hain na ab mera chachaaHaaye ham yateem ho gaye5. Dukhtare hussain ki duaa gham na day kisi ko ae khudaBeti how naa baap sey judhaHaaye ham yateem ho gaye.
Haaye ham yateem hogaye
Batul and Fatima Dhamani · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.