Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Haaye Bimaar

Waseem Rizvi · 2012

Haaaye beemaar x8Be warison ke kaafela saalaarHaaaye beemaar x81) har aan aziyat ko bhala kaise bhula deinhum teri musibat ko bhala kaise bhula deinhaaye, aansun hai isi baat ka izhaar.....Haaaye beemaar x82) aabid pe sitam dekhke lab tak naa hilaanais tarah phira baad muhammad ke zamaanahaaye, itrat se musalmaan the bezaar....Haaaye beemaar x83) honthon pe liye shukr-e-khuda sayyad-e-sajjadchalte hi rahe aabla paa sayyad-e-sajjadhaaye, roti rahi zanjeeron ki jankaaar....Haaaye beemaar x84) aafat thi qayamat thi museebat thi har ek ghaamyun subeh guzarti thi toh kat-ti thi yunhi shaamhaaye, ek ek kadam chalna tha dushwaar5) Besaakta logon ki uthi jaati thi nazareinyeh sochke aabid ki jhuki jaati thi nazareinhaaye, beparda haram hain sare baazaar6) Yeh soch ke hoti hai "faseel" aaj bhi hairatbas naam muhammad ka azaano ki tha zeenathaaye, itrat thi masaaeb me giraftaar

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.