Ghar loot gaya babajaanQaidi bane dar dar phireGhar loot gaya babajaan - 2Mai bhi khadi, roti rahi, khaima jala babajaanQaidi bane dar dar phireGhar loot gaya babajaan - 2Baba mujhe kuch nhi thi khabarMujhko phirayege wo nangge sir - 2Baazar me, darbaar me, sir tha khula babajaanQaidi bane dar dar phireGhar loot gaya babajaan - 2Apne liye kuch nhi gham mujheMain puchti hu faqat aapse - 2Khoon me ye tar, zakhmi ye sir, kaise hua babajaanQaidi bane dar dar phireGhar loot gaya babajaan - 2Baba hai q hoot sukhe hueAankho me q hai ye halqe pade - 2Lab khol do, kuch bol do, uttho zara babajaanQaidi bane dar dar phireGhar loot gaya babajaan - 2Baba mere kaan dekho zaraAb tak lahu bhi nhi hai ruka - 2Bunde mere, khaiche gye, wo zulm tha babajaanQaidi bane dar dar phireGhar loot gaya babajaan - 2Baba tamaache bahut khai huHar gaam royi hu chillaie hu - 2Itne nishan, or hichkiyan, ye thi saza babajaanQaidi bane dar dar phireGhar loot gaya babajaan - 2Main kya batau jo baad aapkeMujhpr mazalim wo dhaye gye - 2Rassi me tha, jakda hua, mera gala babajaanQaidi bane dar dar phireGhar loot gaya babajaan - 2Thi ek rasan or baarah galePhupphiyo k the usme shane bandhe - 2Sub bibiyan, jaye kahan, ye thi sada babajaanQaidi bane dar dar phireGhar loot gaya babajaan - 2Padhkar nawaz or aadeeb uska ghamRoye shabaab aaj ehle kalam - 2Nauha mera, jab b suna, dil hil gya babajaanQaidi bane dar dar phireGhar loot gaya babajaan - 2
Ghar loot gaya babajaan
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.