Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ghadeer e khum ka suraj

Mir Hasan Mir · 2016

Ghadeer e khum ka suraj kaam kya purkaar karta haikisi ko noor karta hai kisi ko naar karta haiWilayat se ali ki aaj jo inkaar karta haiwo apne badnasab hone ka khud iqraar karta haiNishaa'n deewaar ka ye aaj bhi iqraar karta haikaaba toot kar maula ali se pyaar karta haiHasee meesam ke hotho'n par dame aakhir hai kyu maulamujhe lagta hai jaise aapka deedar karta haiYehi pehchaan hai logo zamane mein muqassir kizabaa'n iqraar karti hai, amal inkaar karta haiNuseri se bada mushrik nahi dekha koi mainejo apne hi khuda ki baat ka inkaar karta haiNishaa'n deewaar ka ye aaj bhi iqraar karta haike kaaba toot kar maula ali se pyaar karta hai

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.