ya hussain ya hussainchaand moharram ka nazar aa gayabas gayi karbobalahaaye ghazab ho gayafatema zehra ka bhara ghar lutakat gaya shabbir ka sukha galamaahe moharram me ye kya ho gayamomino veeraan madina huwaho gayi aabaa magar karbalarote hain marqad me rasule khudakat gaya shabbir ka sukha galahaaye wo aashur wo karbobalabhul na paayenge ye ehle azaaaale mohammad pe thi kaisi jafaakat gaya shabbir ka sukha galaho gayi pardes me barbaadiyaanbain ye karti rahi rahi shehzaadiyaanshaam talak jaayenge ham beridakat gaya shabbir ka sukha galajab huwe abbas ke baazu qalamso gaye be aasra ehle haramchhini gayi baad saron se ridakat gaya shabbir ka sukha galasaamne darya yun hi behta rahakunba mohammad ka tarapta rahateen shab o roz na paani milakat gaya shabbir ka sukha galabeh gaya jab khaaq pe sheh ka lahugunj rahi thi ye sadaa chaar sukarti thi faryaad ye khaake shifakat gaya shabbir ka sukha galashaame gharibaan huwi khaime jaleehle haram khaak pe bethe rahesayyade sajjad ka noha ye thakat gaya shabbir ka sukha galanauha ali jee o shanaawar parhosarwar o rehaan ke baazu banodard me dubi huwi aaye sadaakat gaya shabbir ka sukha gala
Fatema zehra ka bhara ghar luta
Nadeem Sarwar · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.