Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Farmaya sheh ne meri , khata kya hai kufiyon

Syed Raza Abbas Zaidi · 2015

Sheh ne farmya (3) farmaya….sheh ne meri , khata kya hai kufiyon (2)Tumne jo is tarah mujhe , ghera hai kufiyonFarmaya….sheh ne meri , khata kya hai kufiyon (2)Mai bewatan garib nawasa rasul kaMere badan me khu aliyo batul kaKya maine dil kisiska dukhaya hai kufiyonFarmaya sheh ne meri , khata kya hai kufiyon (2)Tumne mere jawaan ko maaraa mai chup rahaPehra labe furat lagaya mai chup rahaPaani dikha dikha ke giraaya hai kufiyonFarmaya sheh ne meri , khata kya hai kufiyon (2)Taswir e murtaza wo alamdaaar e karbalaBebast hoke khaak pe ke jis waqt gir padaaTumne meri Kamar ko jhukaayaa hai kufiyonFarmaya sheh ne meri , khata kya hai kufiyon (2)Gar jang ke iraade se aataa mai karbalaBacho ko saath kis liye lata hai karbalaMujhko kadam kadam pe rulaya ahi kufiyonFarmaya sheh ne meri , khata kya hai kufiyon (2)Apne watan ko chhod ke jata nahi koiAaraam chain apan gawaata nahi koiKhat bhej bhej ke jo tumne bulaya hai kufiyonFarmaya sheh ne meri , khata kya hai kufiyon (2)Paani ki jaisi chiz mayassar nahi mujheTum farze mezbaani na ek din nibha sakeAsgar ko aabe pilaya ahai kufiyonFarmaya sheh ne meri , khata kya hai kufiyon (2)Sehmi hui sakina hai manzar ye dekhkarKhu uski baaliyon pe jamaaye hue nazarTu mujhko zinda laash banaya hai kufiyonFarmaya sheh ne meri , khata kya hai kufiyon (2)Khanjar tale hussain the rehan aur razaAawaz e irjae this are maktal e jafaaBole hussain rudbaa jalayaa hai kufiyonFarmaya sheh ne meri , khata kya hai kufiyon (2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.