Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Fakhre maryam be rida hai

Hassan Sadiq · 2017

Zainab kuja... bazaar kuja...(3)Fakhre mariyam be rida hai sham ka bazar haiSajjra ha darbar hai....Sham ka bazar haibheedh hai bazariyo ki..(2)Sajjra ha darbar hai....Sham ka bazar haiFakre mariyam be rida hai sham ka bazar hai1. Kaise guzregi ali ki betiya bazar se ..2Sang bari horahi hai rasta dushwar haiBhid hai bazariyo ki..(2) sajraha darbar haiFakre mariyam be rida hai..2. Bas na chalta tha magar abid se wo kehti rahi ..2Maarta hai kyu tamache mujhko ye badkaar hai ...Bhid hai bazariyo ki ..2Sajjraha darbar hai....Sham ka bazar hai ...Fakre mariyam be rida hai..3. Maa siwa sajjad ke mere bacha koi nahi..(2)Yu na maro zalimo bimar hai lachar hai....Bhid hai bazariyo ki ..2Sajraha darbar hai...Sham ka bazar hai...Fakre mariyam be rida hai .....4. Mas'ala ye hai ke tumne usko pehchana nahi..(2)Jisko baaghi keh rahe ho khuld ka sardaar haiBhid hai bazariyo...2Sajraha darbar haiSham ka bazar hai...Fakre mariyam be rida hai5. Rubaru baba ke apne jo na boli thi ameer..(2)teen din deti rahi bazaar me nirwaar haiBhid hai bazariyo..2Sajraha darbar haiSham ka bazar haiFakre mariyam be rida hai.2Sajraha darbar hai sham ka bazar hai

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.