Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ek satai hui bacchi

Ali Safdar · 2014

haay haay haay..(2)so rahi hai yaha par sakinaay parindo yaha se na guzroek satai hui bachi ko sataya na karoae parindo dare zindaan se guzra na karo1. Jab se choota hai yatima se padar ka seenaraat ko uthke kaha karti hai baba babaab to dekha nahi jata hai tadapna iskakistarha mai ye kahu isse ke roya na karo2. Tum to azaad fazao ke musafir thehreshaam hote hi pohoch jaoge tum ghar apnedard kya samjoge tum log jila watno kezakhm jo sukh gae hai unhe taaza na karo3. Asr e aashoor se rehti hai ye sehmi sehmiaaj tak bujh na saki tashna dahani iskikal thi shehzadi magar aaj hai ek faryadighumzada pehle se hai ghum me izafa na karo4. Badi mushkil se sulaya hai tasalli dekarjane kab hoga mayassar ise yasrab ka safarhoga ehsaan tumhara ye dile muztar parisko ehsaas aseeri ka dilaya na karo5. Qaid khane me thi shamshaad ye zainab ki fughabaap ki yaad me bechain sakina hai yahaniski ankho me hai pehle se hi ashre ka samaaur gardish me yatima ka sitara na karo(so rahi hai yaha par sakinaay parindo yaha se na guzro)..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.