Dil shikasta haram jhel kar har sitamQaid se chut ke phir karbala aagayeKal ka har waqaiya yaad aane lagaAshq ankhon may be sakhta aagaye (2)Dil shikasta haram jhel kar har sitamQaid se chut ke phir karbala aagaye (2)Haan yahin par lage the humare qayamBait the yahan shahedeen k ghulamAur yahin toh pade the kabhi khushk jaanChin rahi thi ridayein yahin tha maqamKal ka har waqaiya yaad aane lagaAshq ankhon may be sakhta aagayeDil shikasta haram jhel kar har sitamQaid se chut ke phir karbala aagayeDil shikasta haramLut gaya tha yahin sayyada ka chamanBus yahin par tadapte the guncha dahanLaash shah e zaman thi yahin be kafanHaan yahin bazuon may bandhi thi rasanKal ka har waqaiya yaad aane lagaAshq ankhon may be sakhta aagayeDil shikasta haram jhel kar har sitamQaid se chut ke phir karbala aagayeDil shikasta haramKuch the bache ke baad inke hoton pe dumHum pe jis waqt chooti thi shaam e alamRaakh par jalte khaimon ki dekhe the humDekh kar humko haste the ahle sitamKal ka har waqaiya yaad aane lagaAshq ankhon may be sakhta aagayeDil shikasta haram jhel kar har sitamQaid se chut ke phir karbala aagayeDil shikasta haramLag chuki thi shabi e nabi ko sinaGhum se ro ro ke behaal thi bibiyanNoke naiza pe sab padhke shah e zamanHar taraf aag si har taraf tha dhuanKal ka har waqaiya yaad aane lagaAshq ankhon may be sakhta aagayeDil shikasta haram jhel kar har sitamQaid se chut ke phir karbala aagayeDil shikasta haramYe wahi hai kanara wahi hai furatJiske atraaf simt thi kul kayinathJiske maujon ne paayi thi pyaason se maarAisa lagta hai jaise ho kal he ki baatKal ka har waqaiya yaad aane lagaAshq ankhon may be sakhta aagayeDil shikasta haram jhel kar har sitamQaid se chut ke phir karbala aagayeDil shikasta haramKal yahin par qayamat ke aasaar theAur hum be sahara the nachaar theJitne wehshi darinde the badkaar theZulm ithrath pe karne ko tayyaar theKal ka har waqaiya yaad aane lagaAshq ankhon may be sakhta aagayeDil shikasta haram jhel kar har sitamQaid se chut ke phir karbala aagayeDil shikasta haramSher e hyder ke baazu padhe the yahinShah sar ko jhukaye khade the yahinSaikadon teer tan may gade the yahinQatle sheh par sitamgar adey the yahinKal ka har waqaiya yaad aane lagaAshq ankhon may be sakhta aagayeDil shikasta haram jhel kar har sitamQaid se chut ke phir karbala aagayeDil shikasta haramTha jahan lasha e shah e duniya o deenAb bhi rangeen hai khoon se wo zameenUss zameen par jhukati hai duniya jabeenAy faseel ab bhi roti hai zehra wahinKal ka har waqaiya yaad aane lagaAshq ankhon may be sakhta aagayeDil shikasta haram jhel kar har sitamQaid se chut ke phir karbala aagayeDil shikasta haram jhel kar har sitamQaid se chut ke phir karbala aagayeDil shikasta haram
Dil Shikasta Haram
Waseem Rizvi · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.