De raha hai yeh gawahi har shaheed e karbalaash hado anna aliyun hujjatullah ya aliiss sada se gunjti hai saari maqtal ki fizaash hado anna aliyun hujjatullah ya ali1. Jab sahar aashur ki ubhri saji karbobalanaam mehzar me bahattar ka tha likhha ja chukakhoon se maqtal me yeh tehreer sabne kar diyaash hado anna aliyun hujjatullah ya ali2. Saare ansaar e husain paikar e azm o wafaishq e haider se tha dil labrez har ek fard kanaam e haider leke sab sarwar pe hote the fidaash hado anna aliyun hujjatullah ya ali3. Bar sar e maqtal jo aaya murtuza ka ladlateen din ki pyaas thi jalta hua dasht e balapar jari ki tegh jo uthhi to uthhi yeh sadaash hado anna aliyun hujjatullah ya ali4. Zeen se aaye zamee pe sarwar e zeeshan jabdilme jiske ho ali woh maut se ghabraye kabkehke yeh khanjar tale shabbir ne sajda kiyaash hado anna aliyun hujjatullah ya ali5. Baad e sarwar jab haram pe chha gayi shaam e alamazm e sarwar dil me tha zainab ka tha jazba na kamhaath me ghazi ka parcham aur labo pe bus rahaash hado anna aliyun hujjatullah ya ali6. Jab aseero ne safar bazaar ka tay kar liyashaam ke darbaar me aayi jo binte sayyedalehja e haider me zainab ne yehi khutba diyaash hado anna aliyun hujjatullah ya ali7. Koi majlis ho juloos e gham ho ya farsh e wilainki zeenat ka sabab to hai ali ka tazkeerade rahe hai ye sadayein isliye ahle azaash hado anna aliyun hujjatullah ya ali8. Ishq e haider ishq e sarwar se hai yeh saari ataaab kalam "salman" ruk sakta nahi hai yeh meraasl me yehi shahadat hai aqeede ki baqaash hado anna aliyun hujjatullah ya aliali ya ali, husain ya husainhusain ya husain, ali ya alide raha hai yeh gawahi har shaheed e karbalaash hado anna aliyun hujjatullah ya ali..(2)
De raha hai yeh gawahi
Shabih Abbas Jafri · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.