Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Dam ba dam ali ali pukar

Mir Hasan Mir · 2010

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Dam badam ali ali pukaarhar qadam ali ali pukaartere sune aangan me khilegi bahaar1. Dar badar bhathakne ka kyun ye rog paala haisab ke sab bhikaari hain kon dene waala haiun se maang oo'nton ki dede jo qataar2. Paak hai lahu kis ka kis mein kya kharaabi haikon hai saqifaayi kon buturaabi haipal me sab ke chehro'n se hoga aashkaar3. aal ki taraf gar tu ek qadam badhayegadas qadam zamaane se khud ko aage paayegakyun ke ye nahi rakhte kisi ka udhaar4. Ranj o gham ki raaho'n me bad hawaas betha haichal ali ki chokhat par kyun udaas betha haibas palak jhapakte hi hoga bedaa paar5. Naam e faatahe khaibar gar tera vazifa haidur hogi har mushkil ye hamaara daava haikhaali jaa nahi sakta tera koyi vaar6. Chaahta hai gar tujhse Sayyada bhi raazi hokhush ho khaaliq e akbar Mustafa bhi raazi homunkiraan e haidar pe karde beshumaar7. Tujhko fatema zehra ki duaayein mil jaayekhud teri ziyaarat ko ambiya chale aayeinkarbala pahonch jaaye tu jo ek baar8. Adl aur adaalat ka intezaam lene kokarbala ka ay nayaab inteqaam lene koaane waala hai koyi leke zulfiqaar

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.