Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Chalay aaja Chalay aaja

Syed Hyder kazim · 2022

Aye Wirsa daray Haider kyon nihan haiChalay aaja chalay aaja kahan hai• Meray Moula tujey mai kya bataonteri furqath mai kaisay din guzaronnikal janay ku tan say meri jan haiChalay aaja chalay aaja kahan haiAye Wirsa daray Haider kyon nihan hai chalay dajaChalay aaja chalay aaja kahan hai• Tadapta hon sukon milta Nahi haiye Dunya May to dil lagta nahi haimeray Moula bulalo tum jahan hoChalay aaja chalay aaja kahan hai• Lagay hai dekhlo Dushman satanayye datay hai hamay aksar ye teanaywo kehta hai tera Moula kahan haiChalay aaja chalay aaja kahan hai• Lagaye baithe hai ummeed Moulakaro 'Tayeed' ki tayeed Moulaareeza ab sare khizran rawan haiChalay aaja chalay aaja kahan haiAye Wirsa daray haider kyon nihan hai chalay dajaChalay aaja chalay aaja kahan haiChalay aaja chalay aaja kahan hai.

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.