Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Chadar Ke Peeche Peeche

Asgar Khan · 2015

Zainabo Qulsoom rukaiyya Qubra o SakinaShaam aane wala hai haye shaam aane wala haiHaye Sajjad, Haye sajjadChadar ke peeche peeche vo chalta chala gayaSajjad ko khabar hi nhi shaam aagaya1. Waqt e rehaai ek qayamat thi jis ghariAabid phupi ke saamne lekr rida gaya2. Rakhi hui thi chaadare zainab usi jagahSar tasht mein Hussain ka jis jaa'n rkha gya3. Badhta hua hujoom hai zainab ki raah meinFizza zara ye dekho kaha'n baawafa gaya4. Shabbir jaise pahonche akbar ki laash parYu'n Fatima ki qabr pe zainul aeba gaya5. Dariya ko chheen leneka abbas ki jagahDur chheen kr sakeena se badla liya gaya6. Saaya alam ka ban gya akbar waha'n waha'nGirtaas pr jahaa'n bhi Sakina likha gaya

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.