Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Bismillah

Nadeem Sarwar · 2016

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Bismillahi noor e khudaBismillahi shams uz zohaBismillahi ayn ul yaqeenyab na ameerul mo'mineen..(3)Haan....Aye yaare mann, aye yaare mannaye dilbaro dildaar e mannaye sayyedo sardaar e mannaye rahbaro salaar e mann..(2)ali...ali...ali...ali....Aye naaz e mann, dastaar e mannaye mahramo ghumkhwaar e mannaye maliko mukhtaar e mannaye hazrat e sultaan e mann...ali...ali...ali...ali....Bismillahi noor e khudaBismillahi shams uz zohaBismillahi ayn ul yaqeenyab na ameerul mo'mineen..(3)Hussain Sarallah... aba abdillah..(3)Bismillahi......Aye murshid e mann aye walimaula hussain ibn e aliaye aashiq o ki aagahirasme wafa tujhse chali..(2)pohcha jo mai teri galiqadmo se peshani maliapni khabar bhi na rahiaye mahwar e eeman e mann..(2)Bismillahi...Mai nauhakhwaa tere liyemeri zabaa'n tere liyemera bayaa'n tere liyeye jism o jaa'n tere liyeghum ki azaa'n tere liyeashk e rawaa tere liyematam kunaa tere liyeaye girya e mishgaaan e mannBismillahi...Wo ho najaf ya karbala..(2)dono se hai roohe baqawo sajdagaah e qudsiyaa'nye karbala khaak e shifa..(2)wo ibtedaa ye intehaadono shahadat ka silaahai silsila dar silsilahar jaa ali ka khoo bahabahaa ali ka khoo bahaa..(2)na aisa koi soormana aisa koi raah barlahoo me apne tar ba tarbala ki pyaasi hai magarhazaaro qatilo me bhichala hai jo utha ke sarye kaun hai aseere ghumye puch aye hawae ghumye kaun hai ye kaun hai..(3)haan.. ahmed ka nawaasa hai..ye kaun hai ye kaun haihaan.. haider ka saraapa haiye kaun hai ye kaun haihaan.. zahra ka dulara haiye kaun hai ye kaun haihaan.. shabbar ka bhaiyya haiye kaun hai ye kaun haihaan.. zainab ka sahara haiabbas ka aaqa haiakbar ka ye baba haihaan.. ye hussain hai ye..(2)ye ishq e rabbaniye gauhar e jaaniye fehme qur'aaniye ehle furqaaniye zikre toofaniye noore tabaniyabna ameeril mu'mineen..(2)Sarallah... aba abdillahHussain Sarallah... aba abdillah..(3)Qasam ali ke khoon kihussain phir hussain hairehan o sarwar e azaabaraye deen e mustafaye apna ghar luta chukahazaar zakhm khaa chukajhuka nahi daba nahijama raha dataa rahajhuka nahi hila nahidaba nahi thama nahithaka nahi ruka nahihussain phir hussain hai..(8)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.