Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Bibiyan rehgayi

Nadeem Sarwar · 2009

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
[Sogaya lashkar] ×2[Ay shame gharibaan] ×3 sogaya lashkar[Bibiyaan rehgayin] ×2Jalte huweJalte huwe khaimon ki bujhti raakh par[Bibiyaan rehgayin] ×21. Dil se lagayae daagh bahattar nawhagarBibiyaan rehgayinJalte huwe khaimon ki bujhti raakh par[Bibiyaan rehgayin] ×22. Shameghariban se kuchh pehleJhula chaadar bistar thaPehlu mein humshakle payambarGod mein maa ki asghar thaGodiyaanGodiyaan khali maange ujri bepisarBibiyaan rehgayinJalte huwe khaimon ki bujhti raakh parBibiyaan rehgayin2. Haan ye abu talib ka kunbaBetiyan saari haidar kiAzmate zehra azmate maryamIzzat thi payghambar kiChaadareinChaadarein maangti naame payambar darbadarBibiyaan rehgayinJalte huwe khaimon ki bujhti raakh parBibiyaan rehgayin3. Dhalta suraj soch raha heWaqte sahar kya manzar thaMehwe ibadat zere alamShabbir ka sara lashkar thaSogayaSogaya lashkar jaagne wali raat bharBibiyaan rehgayinJalte huwe khaimon ki bujhti raakh parBibiyaan rehgayin4. Darya mojein maar raha hePyaas abhi tak baqi heShaayad ghazi lot ke aayeAas abhi tak baqi heDekh zaraDekh zara zainab ke baradar jaag karBibiyaan rehgayinJalte huwe khaimon ki bujhti raakh parBibiyaan rehgayin5. Koi nahin jo puchhle aakarKya huwi zainab teri chaadarTere to the athara baradarKyun he akeli pehre parHam safarHam safar maqtool huwe sab ham safarBibiyaan rehgayinJalte huwe khaimon ki bujhti raakh parBibiyaan rehgayin6. Socho zara rehano sarwarShame gharibaan ka wo manzarChaak girehban aaye jo haidarDekh ke zainab ko pehre parRodiyeRodiye haidar khaime maqtal dekh karBibiyaan rehgayin[Ay shame gharibaan] ×3 sogaya lashkar

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.