wo sare hussain, wo jaabir, woh karbalawo shaam se palat ke jab aaya tha qafilanaqon ke jo chalnay se ubharne lagi sadajaabir ne bhad ke qafilay waalon se ye kaharuk jao ke ye saltanat-e ibn-e-ali hainaqon pe yahan aana badi be-adabi haijab is sada ko zainab-e-dilgeer ne sunaroi jigar ko thaam ke aur ro ke ye kahaparwar-digar shukr hai tera bahot badajageer hai ye ghazi ki aati hai ye sadaphir is ke baad naaqay se khud ko gira diyaabbas ki behan ne tadap ke ye di sadaarey zainab hoon bhai zainab hoon bhaibhai mai zainab hoonye karbala hai jageer terihum aaye teri jageer mayreh jaaye zindaan may hi sakinaye bhi likha tha taqdeer maypehchano mujh ko ay mere ghazizinab hoon, ay bhaibazaar-e-kufa se woh guzarnaehle haram ke salaar kabhaiya sajaya tha ashqiyaan neek ek kona bazaar kapehchano mujh ko ay mere ghazizainab hoon, ay bhaibhaiya tumhari ghairat ki khatirbaalon se parda karti rahichadar nahin thi sar per jo merayek ek qadam par marti rahipehchano mujh ko ay mere ghazizainab hoon, ay bhaibhaiya sakina ko ek shaqi nemaanga kaneezi main jis ghadimai binte zehra mai binte Haiderbhaiya laraz kar mai reh gayipehchano mujh ko ay mere ghazizainab hoon, ay bhaikaisa andhera zindaan tha wojisme sakina jaan se gaibaba chacha se mujh ko mila domasoom ro ro kehti rahipehchano mujh ko ay mere ghazizainab hoon, ay bhaikurta jo uska khoon may bhara thaus ko banaya mai ne kafanjab dafn karte thay us ko abidtharra-raha tha un ka badanpehchano mujh ko ay mere ghazizainab hoon, ay bhaizindan se chut kar main aa gai hooranj-o-alam ki chadar liyebaazar-e-kufa may hain jo guzrayankhon may saare manzar liyepehchano mujh ko ay mere ghazizainab hoon, ay bhairehan zainab ki ye fughan thiabbas-e-ghaazi ki laash perdeti kafan mai ay bhaiyya tumkochinti na sar se chadar agarpehchano mujh ko ay mere ghazizainab hoon, ay bhai
Bhai Mai Zainab Hon
Nadeem Sarwar · 1991
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.