Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Bhai ka chehlum

Ghazi Abbas · 2018

Bhai ka chehlum manane Karbala aayi behenMaajera gham ka sunane Karbala aayi behenBhai ka chehlum manane Karbala aayi behen (2)1) doobh kar har ek lamha dard ke toofan MaiBinte shehko daafne karke sham ke zindaan maiQaid ka kissa sunane Karbala aayi behenBhai ka chehlum manane Karbala aayi behen (2)2) bekajawa oounte gharmi aur wo rahe purqatarberidaie aur asiri shaam kufe ka SafarHaale gham aapna sunane Karbala aayi behenBhai ka chehlum manane Karbala aayi behen (2)3) pusht zaqmi paaoon zaqmi jism zaqmo Mai nihalKarbala se sham Tak ti bazoon Mai reesmaZaqma shaano ka dikhane karbala aayi behenBhai ka chehlum manane Karbala aayi behen (2)4) asre ashoora see zindaan ki rihaie Tak bhalaShimr ne Zainab ko Bhai par Kahan roone DiyaSoog ghazi ka manane Karbala aayi behenBhai ka chehlum manane Karbala aayi behen (2)5) meherban no Yusuf fo ghazi se ye khehdo mujeebDafaan karke sab shahido ke janazo ko mujeebEk nai jannat basane karbala aayi behenBhai ka chehlum manane Karbala aayi behen (2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.