Aai hai zainab karbobala meinbhai ka apne chehlum mananebhai ka apne chehlum manane..(2)karbobala mein aai hai zainab1. Kya bebasi thi, kya bekasi thibhai ko apne kab ro saki thi..(2)sheh ki lahad par aasu bahanekarbobala mein aai hai zainabbhai ka apne....2. Qaide sitam se pakar rehaizinda mein sheh ki khokar kamai..(2)bhai se apne waada nibhanekarbobala mein aai hai zainabbhai ka apne....3. Kya kya uthaye sadme safar meinkaise guzari veeran ghar mein..(2)rudaad apne gham ki sunanekarbobala mein aai hai zainabbhai ka apne....4. Be chadari ki seh kar aziyatapne dilo par seh kar musibat..(2)ghaazi ko apne nauhe sunanekarbobala mein aai hai zainabbhai ka apne....5. Phir hai irada karbobala kakarbobala mein sheh ki azaa ka..(2)shame alam se maqtal sajanekarbobala mein aai hai zainabbhai ka apne....6. Jo alqama pe thanda hua thaghaazi ke haatho jo gir gaya tha..(2)ghaazi ka apne parcham sajanekarbobala mein aai hai zainabbhai ka apne....7. Chehlum karenge ab karbala meinroyenge qaidi sheh ki azaa mein..(2)khaake shifa ki hurmat badhanekarbobala mein aai hai zainabbhai ka apne....8. Karke tawafe qabr e shahe deenqaidi zafar phir hote hai ghumgeen..(2)sheh ki lahad ko kaaba bananekarbobala mein aai hai zainabbhai ka apne...
Bhai ka apne chehlum manane
Syed Tauqeer Abbas Zaidi · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.