[Haay haay hussain] ×2[Behraha he khun ka darya laashaye shabbir se] ×21. [Paani paani ki sadaa] ×2 aati he zakhme teer se[Behraha he khun ka darya laashaye shabbir se] ×22. [lashaye akber paraa he khun me dubaa huwa] ×2[kehdo wapaas lot jaye] ×2 kaside hamsheer seBehraha he khun ka darya laashaye shabbir se[Haay haay hussain] ×23. [karbala ke dasht me tha jurm paani mangna] ×2[hogaya khamosh asgher] ×2 hurmula ke teer seBehraha he khun ka darya laashaye shabbir se[Haay haay hussain] ×24. [jiske bose leke milta tha muhammed ko sukoon] ×2[wo gulu kataa gaya hai] ×2 aaj khund shamsheer seBehraha he khun ka darya laashaye shabbir se[Haay haay hussain] ×25. [sar bareh na ho gayi he lut gayi he chadare] ×2[jinko dhampa tha nabine] ×2 chaadre tathir seBehraha he khun ka darya laashaye shabbir se[Haay haay hussain] ×26. [shaam me jawongi nange sar mere marne ke baad] ×2[hoke rukhsat keh rahe the] ×2 shaahe din hamsheer seBehraha he khun ka darya laashaye shabbir se[Haay haay hussain] ×2
Beh raha hai khoon ka
Hassan Sadiq · 2000
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.