Be parda haram Shaam ke bazar ka manzar..Rota hai sar jhukaye x2Mera abid e muztar..Be parda haram Shaam ke bazar ka manzar..Gairo se Ali zada Rida maang raha haiZanjeero ne ro ro kar yehi nauha padha haiGuzregi bhala kaise x2bazar se madar..Bazar sajaya hai charago ko jalakarBe jurm o khata aale payambar ko rulakarHaste hai sayyado par x2Sabhi ahle sitamgar..Boli yeh ajal mere Khuda Kaisa hai manzarYeh raaz hai Kaisa ke nabi zadi khule sarKehta hai inhe baaghi x2Shaki maar ke pathar..Beemar tadapta hai yeh deta hai duhaiLipti hai kaleje se sakina meri jaayiDaaman bhi jala iska x2Suno chin Gaye gohar..Afsos nabi zadi chehre ko chupakarSaaye ko natava ki woh parda banakarGhazi ko bulati hai x2Bazaar me Rokar..Rota hai Kalam Mera hai qirtas ka giryaAlfaz tadapte hai padhu kaise yeh nauhaYawar main likhu kaise x2Darbar ka manzar..Be parda haram Shaam ke bazar ka manzar
Bazar ka manzar
Sayed Shabrez · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.