Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Baynul Haramain

Ali Safdar · 2013

Baynul Haramain..(4)Is taraf maula husain, aur us taraf ghaazi abbas..(2)Pursa dene aaye hai saari duniya ke ghulamAshko ka nazrana hai ae mere mazloom imaamBaynul Haramain..(3)1. Har zaba nauha kuna har aankh se aansu rawahar aza khane saje arsa e ghum aagayaseena zan hai matami fir moharram aagayahar kaneeze ghum zada pursa dete hai ghulamAshko ka nazrana hai ae mere mazloom imaamBaynul Haramain..(3)2. Baap se rukhsat hua wo jari kadiyal jawagod me bete ki laash aur maula ashkbaarkhech kar barchi kaha ye pisar se ek baarjaa ke akbar tum piyo khuld me kausar ka jaamAshko ka nazrana hai ae mere mazloom imaamBaynul Haramain..(3)3. Bazuo me shaah ke maamta ki jaan thideke qurbani gai sajde me umme rababhurmala ke teer ka ek tabassum tha jawabdil me hai bacche ke hai nanhe shehzade ka naamAshko ka nazrana hai ae mere mazloom imaamBaynul Haramain..(3)4. Kam qayamat se na thi dasht e ghurbat ki wo raataaho zaari ka wo shor khaimo se uthta dhuahaaye wo sabir imaam tauqo zanjeer e geraberida ehle haram aur wo bazare shaamAshko ka nazrana hai ae mere mazloom imaamBaynul Haramain..(3)5. Jaa rahe hai apne ghar unke *ae phuphi amma kabhi apne ghar jaenge humya isi zindaan me ghut ke marjaenge humnanhi shehzadi tera ghar bana zindane shaamAshko ka nazrana hai ae mere mazloom imaamBaynul Haramain..(3)6. Kar rahe hai pur sitam daur e hazir ke yazidhar ghadi tayyar hai hum shahadat ke liyehai husaini sar bus ab is sa'adat ke liyejaan do haq ke liye karbala ka hai payaamAshko ka nazrana hai ae mere mazloom imaamBaynul Haramain..(3)7. Ta qayamat la zawaal aur ta abad zinda kamaalhai wafa abbas ki aur paigham e husaindeen jo laae nabi hai wo islam e husainsar jhukate hai yaha ake safdar khaso aamAshko ka nazrana hai ae mere mazloom imaamBaynul Haramain..(3)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.