Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Baqiyah zindaan hai

Syed ali asghar abbas nasir · 2016

Qabrastan peh na pehray lagtay hainOr na hi koi pabandiyaan lagti hainNa hi kabhi talay lagtay hainNa he aziyateen milti hainHan yeh sub kuch wahan hota haiJahan zindaan ho haan zindaan hoBaqiya koi Qabrastan nahi haiYeh toh Zindaan hai , Haan Zindaan haiAaj bhi taziyanay ly ker kharay hain wahanYeh Yazeedi toh Zinda hain , haan Zindaan haiYa Nabi Ya Nabi Yeh kiya maajra haiZahra ki lehd ko yazeedion ny ghyra haiHain wohi pabandiyan aaj bhiYeh toh zindaan hai , haan zindaan haiTurbat e Zahra s.a peh na rehnay diya saiyaPamaal ker diya Nabi ka kalayjaCharaagh bhi na jalta hai turbat perYeh toh Zindaan hai , haan zindaan haiAal e Nabi ki Turbat bhi wahien hainMalika e Janat bhi wahien hainRoza e Rasool k Samnay yeh kiya haiYeh toh zindaan hai , haan Zindaan haiNasir mit jaien gy yeh dushman e Ahly Bait a.sJub aien gy waris e Ahly Bait a.sTurbat phir banay ge or koi na kahay gaYeh toh Zindaan hai , haan Zindan hai

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.