Aja Ali asger (2)Banu ka Tha noha Aja Ali asgerBanu ka Tha noha Aja Ali asger (1)1) phool sa naazuk jism TereAaaga oogalta Hai sehraTeen Dino se hai tujh ek qatra Pani na Mila phat jaata Hai Dil mereAja Ali asgher banu ka Tha noha Aja Ali. Asger2). Chajaaye GI tariki suraj doobne walaa HaiOoudti Hai khake karbobala Charo taraf sannata HaiAye se Mai tu tanha HaiAja Ali asgher banu ka Tha noha Aja Ali asger3) nehr kinaare Tere chacha maqtal Mai Tere bhaiyaBaap ka SAR Hai tanse juda bistar par Bhai Hai TereKisko pukaaro aye baitaAaja Ali asger banu ka Tha noha Aja Ali asger4) Teri judaie see baita aankho Mai taariki HaiHook se.dil Mai uthti Hai aaga jigar Mai lagti HaiAaank laahoo barsa ti HaiAja Ali asger banu ka Tha noha aja Ali asger5). Khaime jaaley asbab lute jalgaya Tere gahwaraKaise jiyegi maa Teri Kaise jaala kurta TeraPaadti rahegi ye nohaAja Ali asger banu ka Tha noha Aja Ali asger6) ghazi jab bhi paadhta Hai zahid ye Tere nohaDard Hai kitna nohay Mai kitna haseen tar Hai lehjaKhehte Hai milkar ahele azaaaAja Ali asger banu ka Tha noha Aja Ali asger
Banu ka tha nauha aaja ali asghar
Ghazi Abbas · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.