Maamta jab mayyat e Zahra ko tadpane lagilab hile, mayyat ke "aaja laal" farmane lagiBande kafan ko todke kehti hai Fatimaaaja hussain aaMaa teri muntazir hai mere laal aa bhi jaaaaja hussain aaBande kafan ko todke kehti hai Fatimaaaja hussain aa1. Mamta hai kya ye koi bhi pehchanta nahimaa mar chuki hussain, magar maamta nahitadpa na maamta ko, gale se mujhe lagaaaja hussain aaBande kafan ko todke kehti hai Fatimaaaja hussain aa2. Taqat nahi hai ab to dil e beqarar meinphaile hai mere haath tere intezar meinghurbat mein kaise jaungi, tujhse mile binaaaja hussain aaBande kafan ko todke kehti hai Fatimaaaja hussain aa3. Marne ke baad bhi meri aankho mein noor hairukhsat meri muhaal hai, tu mujhse door hairoki hui hai sirf teri chaah mein qazaaaja hussain aaBande kafan ko todke kehti hai Fatimaaaja hussain aa4. Jee chahta hai aaj mai, tujhko duaein dupadh kar durood mai teri gardan ko choom luyeh akhri kalaam hai, hona hai phir judaaaja hussain aaBande kafan ko todke kehti hai Fatimaaaja hussain aa5. Uski mujhe khabar hai sitam jo sahega tukarbobala ke dasht mein pyasa raheganaize pe hoga sar jo tera woh mujhe dikhaaaja hussain aaBande kafan ko todke kehti hai Fatimaaaja hussain aa6. Saaso se mera ab koi rishta nahi rahameri to pasliyo'n se bohot khoon beh chukaab aur seh na paungi mai koi karbalaaaja hussain aaBande kafan ko todke kehti hai Fatimaaaja hussain aa7. Aisa kabhi na koi tera imtehan hobe dum na tere saamne kadiyal jawan holeja hussain maa ki yeh hasrat bhari duaaaja hussain aaBande kafan ko todke kehti hai Fatimaaaja hussain aa8. Yasir kisi ki maa ko yeh sadma nahi mileAhmed kabhi na maa koi bete se yu kahejaise Batool e paak ne odhe kafan kahaaaja hussain aaBande kafan ko todke kehti hai Fatimaaaja hussain aa
Band e kafan
Ahmed Raza Nasiri · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.