Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Bali Sakina Ki Thi Ye Fughaan

Mir Rehan Abbas · 2021

Baali Sakina a.s ki thi yeh FughaAye Mere Baba, Aye Mere BabaKuch toh khabar do, Tum ho kaha'nAye Mere Baba, Aye Mere Baba.1) Jab se gaye tum qaime se baba,Ek pal ko bhi mai so na saki hooShimr ka darr hai mujhkohumesha, rona bhi chaahu,Ro na saki hooKis ko bulau'n, Jaau'n kahanAye Mere Baba, Aye Mere Baba.2) Shame Ghariba'n qaimo maiaakar, aag lagadi jis dum laee'nneKhauf tha har soo syedaniyo mai,Darr se aye baba, sehme thebacheChaya huwa tha, har soo Dhua'anAye Mere Baba, Aye Mere Baba.3) Jal gaye qaime, chin gayichadar, lut gaye jab ke asbaabsaareKhaak pe jaa kar baithi thimaa'ye, soye the bache maa kesahareGhurbat thi aur, thi kuch siskiya'nAye Mere Baba, Aye Mere Baba.4) Maare tamache shimre laee'n ne,jis se hai mere ruqsaar neeleBaad uske baba boondo komere, kuch aise cheena tha ussShaqi neKaano se dekho, khoo'n hai rawaAye Mere Baba, Aye Mere Baba.5) Tum hee batao ke koyi bachi,aalam mai ho gayi kya mere jaisiChaar baras ki umr ho jiski, aisiyateema kab kisne dekhiYeh sin ho aur, tooti phasliya'nAye Mere Baba, Aye Mere Baba.6) Qaid huwe jab Ahle haram toh,ek rassi thi aur baara'h gale theEk simt meri gardan bandhi thi,aur bibiyo'n ke shane bandhe theDekho rasan ke, hai yeh nishaa'nAye Mere Baba, Aye Mere Baba.7) Aale mohammed darbariyo'nmai, laaye gaye jab qaidi banakarPhupiya'n khadi thi chehre chupakar, Abid khade the nazre jhukakarHum par tha toota kohe giraa'nAye Mere Baba, Aye Mere Baba.8) Pyas ki shiddat se ab toh mere,saare badan mai raaeshepadhe haiSaans bhi lena hai mera mushkil,halq mai mere chaale padhe haiLagta hai ab hai'n honto'n pejaa'nAye Mere Baba, Aye Mere Baba.9) Muh rakh ke apna baba ke muhpar, aye najm jab woh chup hogayi thiSaari shikayath baba se kar ke,gham ki satayi jab so gayi thiPhir na pukari woh neem jaa'nAye Mere Baba, Aye Mere Baba.

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.