Bismillahir rehmaan nir raheemAl ajal al ajal al ajalJa al haqqo wa zehqal batil innal batilaka na zahuka (4)Saro se baandh ke apne kafan badho aageyKhiza se apna bachaao chaman badho aageyJa al haqqo wa zehqal batil innal batilaka na zahuka (4)1) karoge sabr bhi akhir kaha talakutho (2)Madad karenge imam e zaman badho aageykhiza se apna bachaao chaman badho aagey2)milaado khaq me insaaniat ke dushman ko (2)Sadaa yeh deti hai sulhe hasan badhoKhiza se apna bachaao chaman badho aagey3) jihaad e nafs ke jauhar dikhaaoge kab tak (2)Dhikaao apni kalaai ka fun badho aageyKhiza se apna bachaao chaman badho aagey4) yazidiyat ka jaha'n se mita do naamo nishaa (2)Hussain waalo baraaye aman badho aageyKhiza se apna bachaao chaman badho aagey5) qadam qadam pe sitam aur qadam qadam pe jafa (2)Karoge aur kaha tak sahan badho aageyKhiza se apna bachaao chaman badho aagey6) Amal ke dasht ki jaanib alam ke saaye me (2)Khudaya khol ke apne zehen badho aageyKhiza se apna bachaao chaman badho aagey7) hawaaye zulm bujhati rahegi ghar ke charag (2)Udaas hote rahenge sehen badho aageyKhiza se apna bachaao chaman badho aagey8) dua e fatema zehra wilaaye aalyenabi (2)Hai jismo jaa'n ke liye parehan badho aageyKhiza se apna bachaao chaman badho aagey9) Ohad ke bhaagne walo ke sir khuchal ne ko (2)Bana ke apni koi anjuman badho aageyKhiza se apna bachaao chaman badho aagey10) khuda ke waaste jaago sadaaye'n do "Asif" (2)"Taqi" jo roke bhi ranjo mehen badho aageyKhiza se apna bachaao chaman badho aageyJa al haqqo wa zehqal batil innal batilaka na zahuka
Badho aagey
Syed Mohd Taqi · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.