Haaye Zainab, Zainab, Haaye ZainabAzadarane Imame HussainAli Ki beti Zainabe kubraBaazaron me Hussain Ke BaadDarbadar Phirayi gaayiAbbas ke Behan Ko jab Khabar miliBazaar e sham AagayaBazaar e Sham Ka HujomTamashaiyon Ka hujoomAli Ki Beti Ne Najaf Ki Taraf Ruq KiyaBe Saakhata baba Ali Ko Awaz DeeBaba, Baba….Arre babaHogayi Berida Waqt Kaisa PadaSar Khula Hai mera, baba Sham AgayaKon hai Ab Mera Aye Mere BabajaanQaid Hoon be QataBaba sham Agaya(2)1] Aap ko Hai khabar Kitni Masoom HoonJaungi Kis tarah Main pareshaan Hoon (2)Bheed hai Har TarrafAur Main Nage Saar Aagayi Be RidaBaba Shaam Agaya (2)2] be Kafan Bhayi ko chod kar AagayiBahyi Aisa bhi tha Jo Meri ZindagiJism Karbala Me haiAur Saize Par Sar, bhayi Ka Hai ChadhaBaba Shaam Agaya3] kise Jaake bhala Haale dil Main KahoonBaba Imdad Ko Ab Sada Kisko DoonQatl Raan Me hueHaaye Sher Mere Jinka Tha AasareBaba Shaam agaya4] Dil Me Hasrath Thi Jo Poori Hona SakhiShadi Akbar Ki Kab haaye Zainab Nai KiDil Pe Khaaye SinaMargaya Naujawan Dulha Bana SakaBaba shaam Agaya5] Ghaiyrate sayyada Mai Hoon Binte AliMajmaye Aaam me Aaj Hoon Mai khadiDekh Ke Berida Kyuna Bhai MeraKhon Roye BhalaBaba Sham Aagaya6] Hai Muhibbe Ali Us Ghadi Ro DiyaJab Ke Imran Ne Noha Danish PadhaSham Me Agayi Aap ki LadaliDo Muje Howsala Baba Shaam AgayaHogayi Berida Waqt Kaisa PadaSar Khula Hai mera, baba Sham Agaya
Baba shaam aagaya
Mir Rehan Abbas · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.