Baba..Aye baba, mai sakinaMeri halat zara dekho bababaal bikhre hai merepaas se khushk galajal gaye khaime sabhi jalgaya mera kurtabaliya'n chin gayi, kano se lahu behta rahaAye baba..Mere rukhsar the chote, shimr ka haath bada thausne maara jo tamacha, hua zakhmi mera chehrakya yatimo pe sitam karta hai koi aisaaapne naam mera rakhha sakina babamujhe koi bhi sakina nahi kehta babaab mujhe kehte hai sab log yateema babaAye babaAap ke baad bade zakhm mile hai babasuno din raat mere kaise kate hai babaBaba mai sakina, baba mai yateema..(3)1. Jal gaye,Jal gaye khaime bhi, asbaab bhi sab loot liyajhula besheer ka, sajjad ka bistar bhi jalaShimr ne,Shimr ne kaano se aye baba gauhar khech liyeaag daaman mein lagi khoon bhara hai kurtamujhko durro se, tamacho se hai itna maarapusht zakhmi hai meri, zakhmi hai chehra saaraBaba mai sakina, baba mai yateema..(2)Aamadam ba tu biguyam che kashidam bababaad e tu juz ghum o juz ranj na deedam babaBaba man ruqaiyye, baba man yateemam(Persian)2. Baba jaan,Baba Jaan mann beh suragh at beh biyabaan raftamDeedamat beesar o bar seenaye to uftadamBaaz hum,Baaz hum ta ke ruye seenah to khuaham burdYeki anguneh maara zadd keh be khud pecheedamDast dar moo ye saram, az to Juda kard maraHam beh shallaq zadan dushman bee-dard maraBaba man ruqaiyye, baba man yateemamBaba mai sakina, baba mai yateema3. Dhundhne,Dhundhne aapko mai dasht e bayaban gayiaapki khushbu se mai aapko pehchan gayiAapke,Aapke seene pe kuch der ko neend aayi mujheshimr ne aise jagaya ke meri jaan gayikhaich kar baal mere, tumse chhudaya babajab mai royi to mujhe durra lagaya babaBaba mai sakina, baba mai yateemaBaba man ruqaiyye, baba man yateemam(Persian)4. Dar safar,Dar safar zakhmi o ranjeedeh shud in dukht e hazinBaz ke uftada ham az pusht e shutur ruye zaminHar kuja,Har kuja dar safar az pushte shutur uftadambaba joon naam e tura burdam o faryad zadamBaba man baad e tu awareh shudam, dar be darampas kujayi ke bibini keh cheh aamad beh saramBaba man ruqaiyye, baba man yateemamBaba mai sakina, baba mai yateema5. Raah mein,Raah mein aapne kya dekha nahi yeh manzarmuh ke bal jab mai giri naaqe se dauran e safarPusht bhi,Pusht bhi zakhmi thi chehra bhi hua phir zakhmimere zakhmo me chubhi garm zamee'n ke pattharaap bhi mujhko na pehchane wo halat thi merimai wohi beti hu jo seene pe soti thi kabhiBaba mai sakina, baba mai yateema..(2)6. Dum mera,Dum mera ghut-ta tha jab khichti thi har baar rasanladkhadate the qadam chalne na deti thi thakanMai kabhi,Mai kabhi panjo pe chalti thi kabhi kaa'nto parpaao mein chaale the aur chaalo mein hoti thi chubhanjiteji baat yehi baba mujhe maar gayiek mujrim ki tarha baba mai darbaar gayiBaba mai sakina, baba mai yateema..(2)7. Ye sitam,Ye sitam dekhke aye baba mai kyu marr na gayiaapke sar pe chadi maar ke hasta tha shaqiSaat sau(700),Saat sau(700) kursi nashee'n baithe the khamosh sabhihaay saadat ke haq mein nahi bola koibibiyo ne mujhe halqe mein chupaya babamujhko zalim ne kanizi mein jo maanga babaBaba mai sakina, baba mai yateema..(2)8. Qaid mein,Qaid mein Mazhar o Farhan sakina ne kahasabko zinda'n mein mujhe zere zamee'n qaid kiyaTha waha'n,Tha waha'n itna andhera ke mai ghabrati thina phuphi saath thi, na amma thi, na bhaiyya meraaapka sar jo mila baba mujhe chayn milaab mile ya na mile mujhko rehayi babaBaba mai sakina, baba mai yateema..(3)
Baba mai sakina
Farhan · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.