Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Baba ko bulaati hai

Tejani Brothers · 2006

Baba ko bulaati hai(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2Bas ashk bahaati hai zindaa(n) me sakina,(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2[Soti hai to sone bhi nahi dete sitamghar] ×2Nahi dete sitamgharAmma ko batati hai zindaa(n) me sakina(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2[Kaano se lahu behta hai daman bhi jalaa hai] ×2Daman bhi jala haiRoti hai rulaati hai zindaa(n) me sakina(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2(Din me bhi ujaalo(n) se mulakat nahi hai) x2Mulakat nahi haiNawha ye sunaati hai zindaa(n) me sakina(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2[Rone bhi nahi paayi wo baap ke laashe par] ×2Wo baap ke lashe parAb sog manaati hai zindaa(n) me sakina(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2(Chehre pe tamacho(n) ke nishaa(n) kisko dikhaye) x2Nishaa(n) kisko dikhaayeAmmu ko bulaati hai zindaa(n) me sakina(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2(Zindaa(n) ki deewarei(n) bhi, jinko na utha paaey) x2Jinko na utha paaeyGham aise uthati hai zindaa(n) me sakina(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2[Sar baba ka paaya to "rehan" wo boli] ×2"Rehan" wo boliAb jaan se jaati hai zindaa(n) me sakina(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2[Jab Banu uthane gayi, rokar wo pukaari] ×2Rokar wo pukaariAb cheyn se soti hai, Zindaa(n) mei Sakina[Haaye khun bhare kurte mei, Sajjad usse dafnaya] ×2Sajjad usse dafnayaYe haal mei soti hai, Zindaa(n) mei Sakina(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.