Jaane kya haadsa hai hone kojee bohot chahta hai rone koBoli ye sughra aye baad e sabababa ki kuch baatein sunababa ki kuch baatein sunao, batein sunaoghabra raha hai dil mera..(2)baba ki kuch baatein sunababa ki kuch baatein sunao, batein sunaoboli ye sughra...1. Mai muntazir hu baba se kehnasab haal mera jaake batana..(2)boli ye sughra...dua meri leja, tu jaake hawababa ki kuch baatein sunababa ki kuch baatein sunao, batein sunao2. Bus aye hawa tu akbar se kehnamarr jaungi to aaoge bhayya..(2)boli ye sughra...waada kiya tha, bhula kyu diyababa ki kuch baatein sunababa ki kuch baatein sunao, batein sunaoboli ye sughra...3. Baba ki khushbu mujhko sungadekis des mein hai itna bata de..(2)boli ye sughra...alam tune dekha, chacha ka batababa ki kuch baatein sunababa ki kuch baatein sunao, batein sunao4. Akbar ne shaadi jis dum rachayisach kehna usko mai yaad aayi?..(2)boli ye sughra...lagta tha kaisa, wo dulha banababa ki kuch baatein sunababa ki kuch baatein sunao, batein sunao5. Asghar ko mere tum pyaar karnawo ghutniyo ab chalta to hoga..(2)boli ye sughra...balaein bhi lena, use choomnababa ki kuch baatein sunababa ki kuch baatein sunao, batein sunao6. Sunkar sawar ye jaati hawa nedekha raza jo aansu chupake..(2)boli ye sughra...rona hai kaisa, chupati hai kyababa ki kuch baatein sunababa ki kuch baatein sunao, batein sunaoBoli ye sughra aye baad e sabababa ki kuch baatein suna
Baba ki kuch batein suna
Syed Raza Abbas Zaidi · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.