Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Baba baba kujaee

Ali Safdar · 2008

Baba baba kujaee[Baba baba baba Kujaee] ×4Karbobala ke sehra meinGunji Sakina ki ye sada[Baba baba baba Kujaee] ×4Baba tamache khati hun mein Kul ghar sadma sehta haiKhauf se asu behte hai, Aur kaanon se khun behta haiDaman mein hai aag lagi, Gunji Sakina ki ye sada[Baba baba baba Kujaee] ×4Karbobala ke sehra meinGunji Sakina ki ye sada[Baba baba baba Kujaee] ×2Dard yateemi sar pe pari hai, Lachaari taqdeer mein haiHath bandhe haiin phuphiyon ke, Aur bhai bhi zanjeer mein haiMujhko bachata nahin koi, Gunji Sakina ki ye sada[Baba baba baba Kujaee] ×4Karbobala ke sehra meinGunji Sakina ki ye sada[Baba baba baba Kujaee] ×2Pehli baar hai maqtal dekha, Rasta kaise jaanungiBe sar ke hai lashe sare, Kaise mein pehchanungiBaba do awaz koi, Gunji Sakina ki ye sada[Baba baba baba Kujaee] ×4Karbobala ke sehra meinGunji Sakina ki ye sada[Baba baba baba Kujaee] ×2Pani deta nahin hai koi, Khu(n) ke aansu roti huSeena tumhara yaad ata hai, Farsh-e-zamee(n) pe soti hunLene mujhe ajaao abhi, Gunji Sakina ki ye sada[Baba baba baba Kujaee] ×4Karbobala ke sehra meinGunji Sakina ki ye sada[Baba baba baba Kujaee] ×2Lot ke zaair ghar jaate hai(n), Mein kab ghar ko jaaoungiKya guzri thi baba hampar, Sughra ko batlaaungiJab bhi ijazat mujhe mile, Gunji Sakina ki ye sada[Baba baba baba Kujaee] ×4Karbobala ke sehra meinGunji Sakina ki ye sada[Baba baba baba Kujaee] ×2Jo hai "qamar" konain ke malik, Ghurbat ke alam mein haiJo tatheer ke waris hai(n) wo, Ruswai ke gham mein haiBechadar phuphiyan hai khari, Gunji Sakina ki ye sada[Baba baba baba Kujaee] ×4Karbobala ke sehra mein

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.